Bikta hai gam husn ke bazar mein,
Lakho dard chupe hote hai ek chote se inkar mein,
Wo kya smjhenge pyar ki kashish ko,
Jinhone fark hi nahi samjha pasand aur pyar mein.
The influential poetry are those words that enter from the ear to.Poetry can provide a mirror for us to see ourselves, and a window into others' experiences. Here are the poetry collections
Bikta hai gam husn ke bazar mein,
Lakho dard chupe hote hai ek chote se inkar mein,
Wo kya smjhenge pyar ki kashish ko,
Jinhone fark hi nahi samjha pasand aur pyar mein.
Aasmaan ke taare aksar pucha karte hain,
kiya tumhe ab bhi intezar hain uske laut aane ka?
aur dil muskura ke kehta hain..
mujhe to ab bhi yakeen nahi uske jaaney ka!
Bewafa hai dunia kisi ka aitbaar na karo,
har pal dete hai dhoka kisi se pyar na karo,
mit jao beshaq tanha ji kar,
par kisi ke sath ka intzaar na karo
Aasman ke tare aksar pucha karte hain,
kiya tumhe ab bhi intezar hain uske laut aane ka?
aur dil muskura ke kehta hain..
mujhe to ab bhi yakeen nahi uske jaaney ka!
(Mery Ban Jao)
Aassman humse naaraz hai Taaron ka gussa behisaab hai
Wo sab humse jalte hai kyunki Chand se Bhi behtar aap humare pass hai.
Shikwa Mujhe Tumse Nahi Khuda se hai,
kya zarurat thi tumhe itna Khuobsurat banane ki.
Chahe To Azmale Mujhe Kisi Aur Se Zyada,
Meri Zindagi Mein Kuch Nahi Teri Mohabbat Se Zyada.
Ye Ishq ki inteha thi ya deewangi meri,
Har soorat me soorat teri Nazar aane lagi.
Suna h wo Mujhe bahut Chahta h,
Bas Ek Baar mein use Sunna Chahta Hu.
Itne manmaniyan ache nai hote
Tum sirf apne nai mere be ho
Mujh chahty be ho aur nazar andaz be kerte ho
Is fun e adakari me tera ustad kon hai
Gair To Kiya Apny Liye Bhi Bekaar Howe Hum Ek Khaar K Liye Bhi Boht Khawaar Howe Ham,
Jab Waeran Sabza Zaar Main Ek Phool Aa gaya To kehne Lage Sabhi Raqeeb Khazan Dar Howe Ham,
Yeh Shekwe Shekayten Nahi Ahwaal Hai Mera Ab Anjaan Hain Jin K Liye Dildaar Howe Ham,
Afsos k is Ne Wafa Ka Paas Na Rakha Jis K Liye Khud Se Bhi Gaddaar Howe Ham.
Tum udaas ho?
Rat ko chand taron se batain mat kiya karo,
Pholon ko dekh kar mat chonka karo,
koi tbiyat ka pochy to mosam
ky bary me mat btaya karo,
Kaghaz par aarhi trchi lakerain mat khncha karo.....
Warna log khain gy tum udaas ho.
(Fakhira Batool)
Mery Ban Jao