Wednesday, May 9, 2012

home.

with the name of allah the beneficent the merciful.

HUSAN-e-KIRDAR se noor-e-mujasim hoja,,,,,
kay iblees bhi tuje deekhe tou muslma'n hojaye,,,,,




daagh-e-sajood teri peshaani pe hua to kia


koi aisa sajda bhi kar k zameen pe nishaan rahe

________________________



Meharbaan hoke bulalo mujhe chahe disdam,
Main gaya waqn nahi jo kabhi aabhi na sakoon...


Javaaz dhoondh rahaa tha nayi muhabbat ka, 

Vo keh rahaa tha ki main us ko bhool jaaungi..



Bikhar Kar Pattiyan Phoolon Ki Ye Elaan Karti Hain..

Humein Hasta Hi Paoge Tabahi Ke Aalam Mein!!


Katl Hua Humara...Is Tarah Kishton Mein..

Kabhi Khanjar Badal Gaye... Kabhi Kaatil Badal Gaye!



Kayi Rishte Sirf Waqti Hote Hain Jo Zari Si Hawa Se Bhikhar Jate Hain..

Dejate Hai Ek Aisa Dard Jo Zindagi Bhar Hum Nibhate Hain!



Kuch Is Tarha Se Jasb Hokar Tu Mere Dil Mein Hai..

Ke Bichhad Kar Bhi Mujhe Khudse Juda Hone Nahi Deta!!



mukhtasir lafzon mai ab ye hai mizaaj_e_dosti, 
raabta to sab se hai par waasta koi nhi,




Leta hon jo Tera Naam tu Ulajh jata hon Sansoon sy....

Samjh nahin ati Zindagi sansoon sy hai yah Tery Naam sy!!!




KARENGAY TARK E TAALLUQ YE TUJH SAY VAADA RAHA....

BADAN SAY SAANS KA RISHTA THO THOOT JANAY DO




KHAREEDAR BAN K AAE THE TERI MEHFIL MEN AE SAQi......

DEKHA JO APNE AAP KO TO BIK CHUKE THE HUM!




chaye huey thay badal ''laikin'' barsay nhi...

dard bht tha dil mai ''laikin '' hum roay nhi...

koi nhi tha humara jo poochta hum say...

k jaag rahay hain kis k liye...ya kis k liye soay nhi...





jo yahi rheinge tewar to kia khaak chup sakegi mohabbat.....

kabhi tum khafa khafa se kabhi main khafa khafa sa.....



ye saal bhi udaas raha hai rooth kar gaya

tumse mile bagher december guzar gaya...




wo be khudi main mera khudka unse pochna...... 

aur unka muskura k keh dena k mar gaye..




jab tujhko tamnna meri thi to mujhko tamnna teri thi......

ab tujhko tamnna ghair ki hai ja teri tamnna kon kare