Bikta hai gam husn ke bazar mein,
Lakho dard chupe hote hai ek chote se inkar mein,
Wo kya smjhenge pyar ki kashish ko,
Jinhone fark hi nahi samjha pasand aur pyar mein.
The influential poetry are those words that enter from the ear to.Poetry can provide a mirror for us to see ourselves, and a window into others' experiences. Here are the poetry collections
Bikta hai gam husn ke bazar mein,
Lakho dard chupe hote hai ek chote se inkar mein,
Wo kya smjhenge pyar ki kashish ko,
Jinhone fark hi nahi samjha pasand aur pyar mein.
Wo Hanss Kar Mily Hum Pyar Samajh Bethey,
Faqat Ulfat Ko Hi Izhar Samajh Bethey,
Itni Achi To Na Thi Qismat Humari,
Khud Ko UnKi Chahat Ka Haqdaar Samajh Bethey.
Bewafa hai dunia kisi ka aitbaar na karo,
har pal dete hai dhoka kisi se pyar na karo,
mit jao beshaq tanha ji kar,
par kisi ke sath ka intzaar na karo