Showing posts with label Ishq. Show all posts
Showing posts with label Ishq. Show all posts

Friday, January 3, 2020

Jin Jin Ko Tha Ye Ishq Ka Azar Mar Gaye - Mir Taqi Mir Sher

Mir Taqi Mir Poetry SMS
Mir Taqi Mir Selected Poetry in Urdu

Jin Jin Ko Tha Ye Ishq Ka Azar Mar Gaye
Aksar Humare Sath K Bimar Mar Gaye

جن جن کو تھا یہ عشق کا آزار مر گئے
اکثر ہمارے ساتھ کے بیمار مر گئے

जिन जिन को था ये इश्क़ का आज़ार मर गए
अक्सर हमारे साथ के बीमार मर गए

Friday, January 11, 2019

Ishq hai dillagi nahin

अब कोई बात भी मेरी माना के होश की नहीं
आपको भूल जाऊँ मैं, ऐसी तो बेख़ुदी नहीं

तीर पे तीर खाए जा, और यार से लौ लगाए जा
आह ना कर, लबों को सी, इश्क़ है दिल्लगी नहीं

आह! मेरी शब-ए-फ़िराक़, हाय ! मेरी शब-ए-फ़िराक़
यानि कि आज शाम से, तारों में रौशनी नहीं

तेरे करम से बेनियाज़, मुझे कौन सी शै मिली नहीं
झोली मेरी तंग है तेरे यहाँ कमी नही

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Ab koi baat bhi meri maana ke hosh ki nahin
Aapko bhool jaaun main aisi to bekhudin nahin

Teer pe teer khaaye ja aur yaar se lau lagaaye ja
Aah na kar labon ki sii ishq hai dillagi nahin

Aah meri shab-e-firqa, haaye meri shab-e-firaq
Yaani ke aaj sham se taaron mein roshni nahin

Tere karam se beniyaz mujhe kaun si shai mili nahin
Jholi meri tang hai Tere yahan kami nahin

Wednesday, December 5, 2018

Muhabat





Pagl kr deti hai muhabat hr muhabat krny waloun ko

kue k ishaq haar nhi manta or dil bt nhi manta

Saturday, December 1, 2018

Nigah-e-Yaar





Ye maantaa hoon adab shart-e-ishq hai lekin,

Ye hosh kis ko rahega nigaah-e-yaar ke baad !

~ Raees Niyazi



Thursday, November 22, 2018

wafa





wafa krna b sekho ishq ki naqri ma

sirf dil lagny sy diloun ma ghr nhi bnty

Saturday, February 16, 2013

Dair-o-haram hai gard-e-raah - ‘Firaq’ Gorakhpuri




Aah wo manzil-e-muraad, door bhi hai qareeb bhi
Der hui ki kaafiley uski taraf rawaan nahin

Dair-o-haram hai gard-e-raah, naksh-e-qadam hai mehr-o-maah
In mein koi bhi ishq ki manzil-e-kaarwaan nahin

~ ‘Firaq’ Gorakhpuri