Showing posts with label Love Poetry In Urdu. Show all posts
Showing posts with label Love Poetry In Urdu. Show all posts

Friday, April 12, 2019

Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 39

Sad Urdu Poetry

Sad Urdu Shayari

Urdu Latest Poetry

Urdu Latest Shayari

Urdu Poetry Pictures
Mujhy bai-chain karty hain Yai dil kai an ginat dhaby
Jo jata hai wo yado ko mitha kar kyun nahe jata
.
Hatho ki lakeero ko daikh kai alim bola tarap tarap
kai maro gy
Mein Muskura kai bola mar to jaunga na
.
Yai gunnah bhi shamil hai mairy aamal mein
Uthi hi nahe nigaah phir kise aur taraf
.
Aadatain daal kar tawajah ki
Log yak dam jo badalty hain sitam karty hain
.
Mairy lab os kai taqadus mai hilty hi nahe
Osy kaho maire aankho mai izhaar-e-Muhabbat daikhy

Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 37

Sad poetry shayari

Poetry sad shayari

Urdu Poetry

Urdu Shayari

Urdu Sad Poetry
Ashaar kai pardo mai hum jis sy mukhatib hain
Wo jaan gayaihongy hum naam nahe likhty
.
Tasawar mein socho gy to nam kar dounga aankho ko
Aary pagal koi sadqa do tum ny khoya hai mujhy
.
Mein kyun khud osy kahun kai bat kar lo mujh sy
Kya osy khabar nahe maira dil nahe lagta os kai bina
.
Jab raas na i to chor gaya
Aik shakhs ny muhabbat ka tajruba keya mujh par
.
bhari bai lagam se ho gae hain maire aankhain
Taire deedar kai musalsal bahany dhondh'thi hain

Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 38

Urdu Sad Shayari

Sad Poetry

Sad Shayari

Poetry

Shayari
Alfaazo mai parh jayai gi jab jaan mukammal
Lay aayingy hum bhi Ishq par emaan mukammal
.
Jin kai janay sy jan jati thi
Hum ny un ko bhi jaty daikha hai
.
Talkhi kyun no ho hamary lehjy mein
Hum py jo guzri hamai yaad hai sab
.
Sab gawara hai mujhy sath bas taira ho
Os kai mehndi lagany ka kuch to fayda hua hamai
.
Wo muskura kai boly phir tum mairy ho
Dard ki shaam ho, ya sukh ka sawaira ho

Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 36

Picture Poetry

Pics poetry in urdu

Pics shayari in urdu

Pics sad poetry

Pics sad shayari
Bohut sy dilchasp log ayaingy taire zindagi mai
laiken bula na paogi hamary sath guzry do pal
.
Koi khamosh ho jayai to hum tarap jaty hain
Hum khamosh howy to kise ny haal tak na pocha
.
Khyaal rakha karo apna janaab
bohut duao sy manga hai tumhy
.
Aajayai maira naam tairy naam kai hamrah
Ho jayai kise roz to pehchaan mukammal
.
Sach bolty rehna koi aasaan nahe
Log to log hain , ayainy mukhar jaty hain

Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 35

Poetry In Urdu

Shayari In Urdu

Poetry Urdu

Shayari Urdu

Picture Shayari
Na-gawara guzarta hai yai taira toot kai bikhar jana
Simat jaun taihr jaun youn hum ko barbad na kar jana
.
Kal tak thi maire jaan taire dosti par fida
Taire bai rukhi ny aaj hamai anjam-e-wafa bata deya
.
Saari gawaheya to mairy Haq mai aagae
Laiken maira bayaan hi mairy khilaaf tha
.
Aik dunya mujh sy thi rothi hove
Tu ny bhi tukhra deya acha keya
.
Sara din lag jata hai khud ko samaithny mai
phir raat ko taire yaad ki hawa chalti hai aur hum bikhar jaty hai

Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 34

Urdu Latest Shayari

Urdu Poetry Pictures

Urdu Shayari Pictures

Poetry Pictures

Shayari Pictures
Ghairo sy pochti hai tareeq nijaat ka
Apno ki sazisho sy paraishan zindagi
.
Deewana deewanagi mai barhi bat kar gaya
Mehshir ki ghari ko mulaqaat kaih gaya
.
Barpa mehshir mai hai aik taza mehshir
Rukh-e-Janaa sy parda uth gaya kya?
.
Tairy badlny kai bawajud tujh ko chaha
Yai gunnah bhi shamil mairy aamal mai hai
.
Yai shayari koi khail nahe jo chahay kar ly
Es mai alfaaz nahe ihsaas lkhy jaty hain

Monday, November 19, 2012

Dil ki galiyoo main kabi koi gahm na hoon- SADF POETRY IN URDU

  • ===>>> Dil ki galiyoo main kabi koi gahm na hoon....

  • ===>>>Tere laboon ki maskan kabi kaam na hoon...

  • ===>>>Bus yehee dua hain.sda khosh rahoo...

  • ===>>>Kya pta kal jahan main hum hoon na hoon