Showing posts with label Quotes Pictures. Show all posts
Showing posts with label Quotes Pictures. Show all posts

Friday, June 7, 2019

Urdu Poetry Shayari Quotes In urdu

poetry shayari

poetry in urdu

girls poetry in urdu

islamic Poetry in urdu quotes

quotes in urdu

urdu shayari quotes

very sad poetry shayari in urdu

islamic shayari poetry

Ishq poetry in urdu shayari quotes

urdu poetry

Reh gae Umeed to bar baad ho jaunga mai
Jaeyai to phir mujhy sach much bhulaty jaeyai
.
Maire barbadeyo ka kuch dino to tazkarah rehta
Chaman walo! abhi sy kyun bhula kar dastaa rakh de
.
Aur mai tujh sy Pak mardo mai sy aik ko mangti hun Ya Rab!
.
Wijad Jab rooh py cha jayai to kya hota hai
Jhoom uthy Ishq sy jisam ruqs waha hota hai
.
Hum faqeero ko kuch Aazar tumhy daity ho
Youn to es firqy sy sab log Dua Laity hain
.
Lanat baijho Aaj hum par Sahib
Waqt guzari ka hum par Elzaam aya hai
.
Tazeyat ko aeyai na muhtarma
Suna nahe hum mar gayai hain
.
Aabhi jao ay Gul-e-nar jis Khatoo koih ab
Hijar saanso ko barabr nahe rehny dyta
.
Jalty hain khary dhoop mai jab jaty hain udhar
Ashiq na howy os ky gunnah gaar howy Hum
.
Hoga kise deewar kai sayai mai parha meer
Kya kam Muhabbat sy os aaraam talab ko

Tuesday, May 28, 2019

Sufi Poetry Shayari Quotes in Urdu

sufi poetry

urdu shayari

urdu poetry sad sufi

Islamic Poetry

sufi poetry in urdu

sufi shayari poetry in urdu

poetry shayari quotes

sufi quotes in urdu

sufi quotes in urdu

sufi quotes in urdu
Ay charah gr aadam p na kar Mashq-e-Tajrubat
Parwardeegaar tujh ko mareezo kai dhair dy
.
Ehd-e-Pukhta kya rindo ny yai paimany sy
Khaak ho jayai gy niklyn gy na maikhany sy
.
Batin ki zara aankh jo roshan ho to phir
daikhyngy wo cheez kaih jo manzar mai nahe hai
.
Dil samjh layta hai jis waqt muhabbat ka mizaaj
Zindagi shauly ki shabnam mai badal jati hai
.
ary waaz hisaab hashar sy aisa bhi kya darna
wo bakhsh par taly to fard-e-aaseyaa kon daikhy ga
.
ab tairy sog mai takleef na ho ankho kw
aisa kuch kar dy kaih matam na manany payai
.
aik faqeer ki shudh aankho sy aik balochan har gae
Jo gin ban kar poch rahi hai kya marzi sarkaar ki hai
.
Kise ki bazm-e-tarb mai hayaat bath'thi the
umeedwaro mai kal mout bhi nazar aey
.
Ay dil zaar mazh daikh leya ulfat ka
hum na kehty thy kaih os kam mai zilat hogi
.
mujhy ishq rakhta hai sarngo maira haal pocho na kya kahun
Mai habaab bahr ka sheesha hun mairy tothny ki saada nahe

Sunday, May 19, 2019

Sufi Poetry Quotes

Sufi Poetry

Islamic Poetry

Sufi Shayari Poetry

Islamic Poetry

shayari

Sufism Poetry

Sufi Shayari

Sufi Poetry

Poetry In Urdu

Poetry Pictures

Poch raha tha koi gali mai bacho sy
janai wala rsty mai roya to nahe
.
Sheikh ki bato mai bai dam maira ji kya behly
os ko ata nahe kuch dozakh o jannat kai siwa
.
Rando mai bhi milty hain Allah waly
Nasha bhi bhari taiz nazar rakhta hai
.
Os bot ka dil mily ga mairy dil sy kis tarah
Wo kufar k leyai hai yai Islam kai leyai
.
Na janai ab bhi wo barsa rahy hain pathar kyun
Hamari shakh py ab to koi samar bhi nahe
.
Palko ny itni erheya raghri shab-e-fraq
zam zam tumhari yad ka jari oy aaj bhi
.
Haye qisa gham kya sunaya ghamgar kw
Maire qismat mai na tha gham-e-Jana
.
Shahd wo ayai hain yaar un ki mehfil mai
Utha hai shor Subhanallah subhanallah
.
Ajab pardo dari hai yai sab razdareya bhi
jo samjh gayai to nikhar gayai ja na samjhy to bikhar gayai
.
Khuda ny phly kaha mani thi farishto ki
jo un ky lkhy py hum ko jalayai dozakh mai

Saturday, April 27, 2019

Quotes In Urdu - Roshan Raahain

aqwal e zareen

national Quotes in urdu

life quotes in urdu

quotes in urdu

urdu quotes in urdu

best quotes

urdu quotes

Islamic Quotes in urdu

Best life quotes in urdu

Nice quotes in urdu

urdu quotes in urdu

best quotes in urdu


اقوال زرین


وطن کی محبت ایمان کی نشانی ہے


 اپنی غلطی تسلیم کرلو، کبھی بھٹک نہ سکو گے۔


سب سے بڑی فتح، اپنے نفس پر قابو پانا ہے۔


 کسی کے آنسوؤں کو زمین پر گرنے سے پہلے اپنے دامن میں جذب کرلو، یہی انسانیت کی معراج ہے۔


 ہم میں سے اکثر خاموشی کے مفہوم کو سمجھتے ہیں مگر یہ نہیں جانتے کہ خاموشی کب اختیار کرنی چاہئے۔


 بہت سے کام صبر کرنے سے نکلتے ہیں، جبکہ جلد باز منہ کے بل گرتے ہیں۔


 صاف و ستھرے رہا کرو کیونکہ اسلام ایک پاکیزہ مذہب ہے۔


 کسی شخص کی تحریر میں اس کی شخصیت پوشیدہ ہوتی ہے۔


 اگر تم لوگوں سے دولت اور ہنر مندی میں نہیں بڑھ سکتے تو حسن اخلاقی میں ہی بڑھ جاؤ


زبان کی پکار ضائع جاسکتی ہے، مگر اعمال کی صدا کبھی جواب لئے بغیر نہیں رہ سکتی۔


 ہیرے کی قیمت سے اندازہ ہوا کہ کچھ پتھر بھی بہت خوبصورت ہوتے ہیں۔


 لوگوں کو ذلیل و رسوا کرنے والا بد ترین انسان ہے۔