Showing posts with label Broken heart poetry. Show all posts
Showing posts with label Broken heart poetry. Show all posts

Wednesday, December 5, 2018

پھر وہی پرانہ__ درد ھوا


موسم جو ذرا سا ، سرد ھوا
پھر وہی پرانہ__ درد ھوا

Mosam Jo Zara Sa, Sard Hua
Phir Wohi Purana__Dard Hua..


Please Do Click g+1 Button If You Liked The Post  & Share It

Saturday, September 1, 2018

Two line urdu poetry


Talash Kar Meri Kami Ko Apny Dill Main


Talash Kar Meri Kami Ko Apny Dill Main
Dard Ho To Samajh Lena Rishta Ab Bhi Baqi He

Roth Jany ki Ada humko bhi aati he Faraz


Roth Jany ki Ada humko bhi aati he Faraz
Kash hota koi humko bhi manany wala

Boj be mani sawalon k utha rakhy hain


Boj be mani sawalon k utha rakhy hain
Hum ne so fiqr dil o jan ko lga rakhy hain

Tum to apny thy zara hath to barhaya hota


Tum to apny thy zara hath to barhaya hota
Ghair bhi dhobny waly ko bacha lety hain

Wo bichra to phir kabhi subha na hoi


Wo bichra to phir kabhi subha na hoi
Rat hi hoti gyi har rat k bad

Mukhalfat se meri shakhsiyat sanwarti he


Mukhalfat se meri shakhsiyat sanwarti he
Me dushmano ka bara ahtram karta hon

Bana lo usy apna jo tumhain dill se chahta ho


Bana lo usy apna jo tumhain dill se chahta ho
Khuda ki qasam ye chahny waly bari mushkl se milty hain

Jab sham ke say dhalty hain yaad tumhari aati he



Jab sham ke say dhalty hain yaad tumhari aati he
Har zakhm kanwal ban jata he har dard ko neend aa jati he

Kisi be wafa ki khater ye janoon faraz kab tak


Kisi be wafa ki khater ye janoon faraz kab tak
Jo tumhain bhula chuka he usy tum bhi bhool jao

Kon kitna mukhlis he faraz


Kon kitna mukhlis he faraz
Waqt her shakhs ki Aoqat bta deta he

Mera Kia hall he tery bina kabhi dekh to le


Mera Kia hall he tery bina kabhi dekh to le
Jee raha hon teri bhola hoa wada ban kar

Isy shaery na jaano ye he meri aap beeti


Isy shaery na jaano ye he meri aap beeti
Meny likh diya he dill ka sabhi hall chalty chalty


Thursday, June 28, 2018

Muhabbat phir Muhabbat He

Kabhi khamosh betho gi kabhi kuch gun gunao gy
Me itna yaad aaon gi mujhy jitna bhulao gy

Koi Jab poch bethy ga Khamoshi ka sabab Tum se
Boht samjhana chaho gy magar smjha na pao gy

Kabhi dunya mukamal ban ky aay gi Nigahon me
kabhi kami dunya ki har shy may pao gy

khi par bhi rhain hum or tum muhabat phir muhabat he
tumhain hum yaad aay gy humy tum yad ao gy

Friday, June 1, 2018

Collection of best two line urdu poetry

Yaad karty hain

Yaad karty hain dill he dill main tujhy
ab tery tazkary nahi hoty.

Wesa Nhi Rha Main


Wesy to ab bhi khubiyan mujh main hain an ginat
jesa usy pasand tha wesa nhi rha main.



Mery Bina Jeena hi sekh lia


Ham to bichary they tum ko apna ehsaas dilany k liye
lekin tum ne to mery bna jeena hi sekh lia


Bas tumhain na sochon to 

 
Bas tumhain na sochon to bach sakta hon
tabiyat ne ye aakhri dua hath jor kar btai he.



Ruki hoi thi meri sans



Ruki hoi thi meri sans seeny main
tumhain galy na laga ta to Ghut ky mar jata

Bas aik he bar dekhny gya tha


Bas aik he bar dekhny gya tha us ko
ab mera hal dekhny log aaty hain

Sukhy paton ki tarha bikhry hain hum


Sukhy paton ki tarha bikhry hain hum to
kisi ne smeta bhi to sirf jalany k liye