Saturday, November 3, 2018

12 Rabi Ul Awal Poetry on Prophet Muhammad in Urdu

Are you finding 12 Rabi ul Awal poetry. Rabi ul Awal is the Islamic month and in this month on the date of 12 Rabi ul Awal the Prophet of Allah Hazrat Muhammad (S.A.W) was born. Muslims celebrate this day every year with full excitement because he was the most respectful and a great person. Every Muslim give him priority on his every special thing after Allah Pak, even Muslims can give their life on his name. Therefore, the reason behind searching Poetry on Prophet Muhammad (S.A.W) in Urdu is his personality. Here we are presenting  images of 12 Rabi ul Awal poetry in Urdu languages. Scroll down and enjoy the poetry.

12 Rabi Ul Awal Poetry
HASHR TAK DAALEIN GEY PEDAAISH  MOLA KI DHOOM
MISL FAARIS NAJ KEY QILEY GIRAATEY JAIEN GEY ??


12 Rabi Ul Awal Poetry
JASHNEY EID MILAAD UN NABI MUBARIK ??



12 Rabi Ul Awal Poetry
HAMESHA TUNEY GHULAMO KE DIL KIYE THANDEY
JALEY JO TUJH WO NAARI HAI HAI BAARHWII TAAREEKH C


12 Rabi Ul Awal Poetry
LOH BHI TU, QALAM BHI TU,TERA WAJOOD AL KITAAB
GUMBAD AAB GEENA RANG TERA MUHEET MEIN HABBAB ??

12 Rabi Ul Awal Poetry
ROOH UL AMEEN NEY GAADA KABEY KI CHAT PEY JHANDAA
TAA ARSH UDA PHR TERA SUBH E SHABEY WILAADAT ??


12 Rabi Ul Awal Poetry
NAZRAANA MEIN SAR DENEY KO HAAZIR HAI ZAMAANA
IS BAZM KIS SHAH KEY AATEY HAIN QADAM AAJ ??


12 Rabi Ul Awal Poetry
JB AA GAEY HAIN JOSHEY REHMAT PE INKI AANKHEIN
JALTEY BUJHAA DIYE HAIN ROTEY HANSAA DIYE HAIN ??


12 Rabi Ul Awal Poetry
MUNKARANEY MAJLIS MILAAD SEY KEH DEY KOI
MEHFIL AQDAS MEIN AA KR DEIKH LEIN SHAANEY RASOOL(S.A.W) ??


12 Rabi Ul Awal Poetry
TERI AAMAD THI KEY BET-ULLAH MUJREY KO JHUKA
TERI HEBAT THI KEY HAR BUUT THAR THARAA KR GIR GAYA ??


12 Rabi Ul Awal Poetry
KI MUHAMMAD SEY WAFA TUNEY TO HUM TEREY HAIN
YE JAHA CHEEZ HAI KYA LOHO QALAM TEREY HAIN ??


12 Rabi Ul Awal Poetry

SHAANEY QONEIN (S.A.W) JALWA NUMA HO GAYA
RANG AALAM KAA BAATIL NAYAA HO GAYA ??

Poetry on Prophet Muhammad in Urdu
AJAB ANDAAZ SEY MEHBOOBE HAQ NEY JALWA FARMAYA
SUROOR AANKHO MEIN AAYA JAAN DIL MEIN NOOR EMAAN MEIN ??

Poetry on Prophet Muhammad in Urdu
NA KEU ASAAISHEIN KRTA KHUDA DUNIYA KEY SAMAAN MEIN
TUMHEY DULHA BANA KR BHEJNA THAA BAZME IMKAAN MEIN ??

Poetry on Prophet Muhammad in Urdu
BANDH GAI TERI HAWA SAAWAH MEIN KHAAQ UDNEY LGI
BRH CHALI TERI ZAYAA AATISH PEY PAANI PHR GAYA ??

Poetry on Prophet Muhammad in Urdu
YE KIS SHEHANSHAAHEY WALA KI AAMAD AAMD HAI
YE KON SEY SHAHEY BAALA I AAMAD AAMAD HAI ??

Poetry on Prophet Muhammad in Urdu
AAI NAI HAKOOMAT SIKKAH NAYA CHALEY GAA
AALAM NEY RANG BADLA SUBHEY SHABEY WILADAT ??

Poetry on Prophet Muhammad in Urdu
TERA NAAME LEY KR MAANGEY WO PAAEY
TERA NAAM LEWA HAI PYAR KHUDA KAA ??
If you enjoyed the our collection of poetry on Prophet Muhammad in Urdu language then share it with you friends. Give your feedback about 12 Rabi Ul Awal poetry in the comment section below.
Eid Milad Un Nabi Mubarak to all Muslims


No comments:

Post a Comment