Showing posts with label urdu. Show all posts
Showing posts with label urdu. Show all posts

Friday, January 18, 2019

Kabhi un ka naam lena kabhi un ki baat karna - Peer Naseeruddin 'Naseer'


Kabhi un ka naam lena kabhi un ki baat karna !
Mera zauq un ki chaahat, mera shauq un pe marna !

Wo kisi ki jheel aankhen wo meri junoon-mizaji,
Kabhi doobna ubhar kar kabhi doob kar ubharna !

Tere manchalon ka jag mein ye ajab chalan raha hai,
Na kisi ki baat sunna, na kisi se baat karna !

Shab-e-gham na poochh kaise tere mubtala pe guzari,
Kabhi aah bhar ke girna, kabhi gir ke aah bharna !

Wo teri gali ke tewar, wo nazar nazar pe pahre,
Wo mera kisi bahane tujhe dekhte guzarna !

Kahaan mere dil ki hasrat, kahan meri na-rasai,
kahaan tere gesuon ka tere dosh par bikharna !

Chale lakh chaal duniya ho zamana lakh dushman,
Jo teri panaah mein ho use kya kisi se darna !

Wo karenge na-khudai to lagegi paar kashti,
Hai 'naseer' warna mushkil tera paar yun utarna !

~ Peer Naseeruddin 'Naseer' r.a.


Friday, January 11, 2019

Ishq hai dillagi nahin

अब कोई बात भी मेरी माना के होश की नहीं
आपको भूल जाऊँ मैं, ऐसी तो बेख़ुदी नहीं

तीर पे तीर खाए जा, और यार से लौ लगाए जा
आह ना कर, लबों को सी, इश्क़ है दिल्लगी नहीं

आह! मेरी शब-ए-फ़िराक़, हाय ! मेरी शब-ए-फ़िराक़
यानि कि आज शाम से, तारों में रौशनी नहीं

तेरे करम से बेनियाज़, मुझे कौन सी शै मिली नहीं
झोली मेरी तंग है तेरे यहाँ कमी नही

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Ab koi baat bhi meri maana ke hosh ki nahin
Aapko bhool jaaun main aisi to bekhudin nahin

Teer pe teer khaaye ja aur yaar se lau lagaaye ja
Aah na kar labon ki sii ishq hai dillagi nahin

Aah meri shab-e-firqa, haaye meri shab-e-firaq
Yaani ke aaj sham se taaron mein roshni nahin

Tere karam se beniyaz mujhe kaun si shai mili nahin
Jholi meri tang hai Tere yahan kami nahin

Saturday, January 5, 2019

Tawaaf-e-kaaba-e-dil


Suna hai arsh-e-Elaahi isi ko kahte hain,
Tawaaf-e-kaaba-e-dil hum ne subh-o-shaam kiya !

~ Peer Shah Muhammad Aziz

Thursday, December 27, 2018

Maslak-e-Ishq



Ye maslak apna-apna hai, ye fitrat apni-apni hai,
Jalao aashiyan tum, hum karenge aashiyan paida ! 

~ Syed Muhammad Ali Shah 'Maikash' Akbarabadi

Saturday, December 1, 2018

Nigah-e-Yaar





Ye maantaa hoon adab shart-e-ishq hai lekin,

Ye hosh kis ko rahega nigaah-e-yaar ke baad !

~ Raees Niyazi



Monday, November 26, 2018

Magar Be-wafai na Thi

Adawteyn thi Tgaful Tha, Ranjishen Thien Magar
Bicharny Waly me Sab  Kuch  Tha, Be-wafai  na thi

Tuesday, November 20, 2018

Aab Na Aayn Gay

Saghar Siddiqui poetry is liked by most people who are belong to the Urdu language but sadly some people do not know about Saghar that why today I am sharing poetry of  Saghar he is also a great poet of the Urdu language hope you enjoying it.

saghar siddiqui poetry

Aab  na  Aayn  gay  Rothny  waly
Dydah  Aask  bar  Chup  Hoja

Monday, November 19, 2018

Tere Iskq ki Inteha Chahta Hon

Our work is just providing you best poetry of Urdu language if you have any suggestion please comment below the post and email us on pickshayari@gmail.com keep visiting.

Tere Iskq ki Inteha Chahta Hon

???? ??? ?? ????? ????? ???
???? ????? ???? ??? ????? ???

November Urdu Poetry


Sirf ik bar aao mery dill me apni muhabbat dekhny


Sirf ik bar aao mery dill me apni muhabbat dekhny
phir lotny ka irada hum tum par chor dain gy

November Urdu Poetry

Har taraf se ronak bas ik teri hi he kami


Har taraf se ronak bas ik teri hi he kami
sard mosam halky badal or udaas november ki aakhri shaam

November Urdu Poetry

 

Halki Halki si sard hawa zara zara sa dard dill


Halki Halki si sard hawa zara zara sa dard dill
Andaz Acha he November tery Aany ka

November Urdu Poetry


November ka rawaya bhi usi be dard jesa he


November ka rawaya bhi usi be dard jesa he
Na jazbon me tapish koi na lehjy me koi garmi

Na baton me koi narmi siyah ratain khafa needain
Thakan se choor jisam wo jan

Na seeny me ama koi na khuab mehrban koi
November ka rawaya bhi us bedard jesa he

November Urdu Poetry

Pocha kisi ne haal kisi ka to ro diye


Pocha kisi ne haal kisi ka to ro diye
Pani me Aks chand ka dekha to ro diye

November Urdu Poetry

November ki tarha hum bhi alvida keh dain gy ik din


November ki tarha hum bhi alvida keh dain gy ik din
Phir dhondty phiro gy December ki thandi raton me.


Sunday, November 18, 2018

Ki Muhammad (S.A.W) sy Wafa

Ki Muhammad (S.A.W) sy Wafa

Ki Muhammad(saw) sy Wafa to ne To Ham tery  Hain
Jahan  Cheez  he  Kya  Loh-o-Qalam  Tery  Hain
For more Poetry like this please visit Our Home page Urdu Poetry and if you have any suggestion please email us on pickshayari@gmail.com keep in touch.

Friday, November 16, 2018

Best Collection of Husn Poetry & Husn Shayari

Are you looking for a Husn poetry then welcome here you are on right place. Here you will get awesome images of Husn Shayari in the form of images. Husn is the word of Urdu language which meant by sweetness and express how beautiful you are. So scroll down and enjoy the collection of Husn poetry in Urdu.

Husn Poetry
HUSN WAALEY TO LAAKH MILTY HAIN
KOI DIL WALA AAJ TK NAA MILA

Husn Poetry
KHAFA NA HO KE TERA HUSN HI KCH ESA THA
MEIN TUJ SEY PYAR NA KRTA TO OR KYA KRTA

Husn Poetry
HUSN KHUD NEY DIYA, AASHIQ HO GAEY
WO NASEEB KISI OR KA THAA, OR BARABAAD HUM HO GAYE

Husn Poetry
HUSN-E-KIRDAR SEY NOOR-E-MUJASSIM HO JAA
KE IBLEES BHI TUJY DEKHY TU MUSALMAAN HO JAAEY

Husn Poetry
HUSN KO AAGEY RAASTA NAA MILA
REH GAYA MERE YAAR KI HAD TK

Husn Poetry
HUSN NAA MAANG---NASEEB MAANG
HUSN WALEY AKSR NASEEB WALON KEY GHULAAM HUA KRTEY HAIN

Husn Poetry
TUM LAAKH JAAZIB-O-JAMEEL SAHI
ZINDAGI JAAZIB-O-JAMEEL NHI
NA KRO BEHAD HAAR JAAO GI
HUSN ITNI BARI DALEEL NHI

Husn Shayari
FAQAT EIK KAA HONEY MEIN HI HUSN BANDAGI HIA GHALIB
JO ROZ QIBLA BADALTY HAIN WO BEY DEEN HOTY HAIN

Husn Shayari
LOG HUSN PR MARTEY HAIN
HAMARA DIL IN KEY HIJAAB PR AAYA

Husn Shayari
IS KEY HUSN-O-JAMAL PR YARO
KAALEY KAPREY KAMAL LGTEY HAIN

Husn Shayari

Husn Shayari
NA WO
HUSN-O-JAMAL
RAHA
Husn Shayari
HUSN KI HAR ADA SEY WAAQIF HUN
TUM MERI GYAARWEIN MUHABBAT HO

Husn Shayari

Husn Shayari

Hope you enjoyed our Husn Poetry and Husn Shayari in Urdu. Hit the share button and give your feedback at the comment section.

Friday, November 9, 2018

Wafa Poetry

Are you looking for Wafa poetry then you will get here awesome poetry on wafa. This is the type of Urdu poetry People who are in relationship they search for this type of poetry to show their loyalty to his/her lover. Here you can read nice poetry in Urdu language. Poetry is written at below each image. Scroll down and read our collection.

Wafa Poetry
AIK AADAT SI BAN GAI HO TUM
AISI AADAT JO KABHI NHI JATI ??

Wafa Poetry
MERI BATON MEIN
MERI YAADON MEIN
HISAAB KR KEY DEIKHO
BEY HISAAB HO TUM ??

Wafa Poetry
MERI BEINTEHA MUHABBAT KI
AKELI WARIS HO TUM ??

Wafa Poetry
YE MEHROOMI NHI PAASEY WAFA HAI
KOI TEREY SIWA DEIKHA NAA JAEY ??

Wafa Poetry
HAMARI AANKHON PR KIJYE BHAROSAA
GAWAHI TO ADAALAT MANGTI HAI ??

Wafa Poetry
KOI DAAGH LGAEY KESEY
BAA WAZU HAI MUHABBAT MERI ??

Wafa Poetry
JO MAZA TALAB MEIN HAI
HAASIL MEIN KAHA ??

Wafa Poetry
HUM HI WAF SHIKAN THY CHLO HUM HI BEWAFA
TUM TO WAFA SHANAAS THY TUM Q BADAL GAEY ??

Wafa Poetry
TUMHAREY XANG CHLNA HAI
SHAREEAT KE ASULON PR ??

Wafa Poetry
SHOQEY WAFA NA SHI
KHOFE KHUDA TO RAKH ??

Wafa Poetry
SAAMNEY TUM HO
OR WAQT THEHAR JAAEY ??
If you enjoyed our Wafa poetry collection then share at your surrounding on social media. You may like dukhi poetry.

Wednesday, November 7, 2018

Dukhi Poetry

Get some most sad Dukhi poetry. If you are finding this type of poetry then you are at right place you will find most dukhi poetry here. Dukh is the word of Urdu which means affliction in English language. Here you will get some most sad poetry in the form of images which give awesome look. So enjoy our collection of images.

Dukhi Poetry
GULAABI GAAL YE LAAL AANKEIN OR HONT SHABNAMI
PEE KEY AAI HO YAA KHUD SHARAAB HO ??

Dukhi Poetry
DIL KI NA SUN YE TIM KO FAQEER KR DEGA SAAIN
YE JO UDAAS BETHA HAI NAWAAB THAA KBHI ??

Dukhi Poetry
AAKHIR !! MAJBOORIYAA HI FATEH KRTI HAIN
MUHABBATEIN ________ HAAR JAATI HAIN ??

Dukhi Poetry
ZAKHAM BHAR JAATEY MAGAR UFF YE KHURACHANEY WAALEY
ROZ AAJATEY HAIN !! DIKHLAAIYE AB KESE HAIN ??

Dukhi Poetry
MUHABBAT MIL NHI SKTI MUHEY MAALOOM HAI SAAQI
MAGAR KHAAMOSH REHTA HUN MUHABBAT KR JO BETHA HUN ??

Dukhi Poetry
KITNI MASOOM KHUWAAHISH HAI IS DIWAANI LRKI KI
CHAHTI HAI MUHABBAT BHI KREY OR KHUSH BHI RHEY ??

Dukhi Poetry
MERI MUHABBAT KI INTEHA KYA PUCHTEY HO FARAZ
WO MUJHY SEY LIPAT KEY ROYA KISI OR KE LIYE ??

Dukhi Poetry
ROZ IK NAI TAKLEEF_______ROZ IK NAYA GHAM
NAA JAANEY KAB ILAAN HO GAA KE MAR GEY HAIN HUM??

Dukhi Poetry
ZAKHMO MEIN MARHAM BHI MANA HAI
YAANIAB CIGARETTE BHI NHI PEE SKTEY HUM ?? 

Dukhi Poetry
MUHABBAT OR HAWAS KI TAMEEZ NHI
OR SHEHAR BHARAA HAI RAANJHO SEY ??

Dukhi Poetry
SOCH RHA HU CHOR KR SHERO SHAYARI
TEREY NAAK KI NATHLI PEY IK KITAAB LIKH DU ??

Dukhi Poetry
APNI AANKHO KO SAMBHAAL KR RAKHIYE AEY IBNEY AADAM
GHAR SEY NIKLI HUI HR MAJBOOR BETI BE HAYA NHI ??
If you enjoyed our poetry then please share it with your friends and lovers. For more poetry visit our sad poetry, funny poetry previous post intezar poetry.

Tuesday, November 6, 2018

Intezar Poetry

Are you searching for Intezar poetry in Urdu language then here get some your desired images. Intezar is an Urdu which means wait in English language. Most of people search for this type of Urdu poetry because they are waiting for someone special in there life. For those people here we brings some special things.


Intezar Poetry
BAARHAA TERA INTEZAR KYA
APNEY KHAWABON MEIN EIK DULHAN KI TARAH ??


Intezar Poetry
CHAMAN MEIN SHABB KO GHIRA ABREY NU YAHAR RHA
HUZOOR AP KA KYA KYA NA INTEZAAR RAHA ??


Intezar Poetry
HAD SEY GUZRA JAB INTEZR TERA
MOT KA HUM NEY INTEZAR KIYA ??


Intezar Poetry
BAREY TAABAAN BAREY ROSHAN SITAAREY TOOT JAATEY HAIN
SEHAR KI RAAH TAKNA TAA SEHAR AASAN NHI HOTA ??


Intezar Poetry
BEY KHUDI LEY GAI KAHAN HUM KO
DER SEY INTEZAAR HAIN APNA ??


Intezar Poetry
CHLEY BHI AAO MERE GEE TEY GEE ABB ITNA BHI
NAA INTEZAAR BARHAAO KEY NEEND AAJAEY ??


Intezar Poetry
AADHI SEY ZYAADA SHABEY GHAM KAAT CHUKA HUN
AB BHI AGR AAJAO TO YE RAT BRI HAI ??


Intezar Poetry
AEY GAR-DO-SHO TUMHIEN ZARA TAAKHEER HO GAI
AB MERAA INTEZAR KRO MEIN NASHEY MEIN HU ??


Intezar Poetry
AISI HI INTEZAR MEIN LAZZAT AGAR NA HO
TO DO GHARI FARRAQ MEIN  APNI BASAR NA HO ??


Intezar Poetry
AB KHAAK UD RHI HAI YAHA INTZAAR KI
AEY DIL YE BAAM -O-DAR KISI JAAN JAHA KEY THY ??


Intezar Poetry
GULON MEIN RANG BHAREY BAAD NU BAHAAR CHLEY
CHLEY BHI AAO KEY GULSHAN KA KAROBAAR CHLEY ??


Intezar Poetry
GHAM JAHAN KO SHAR MAAR KRNEY WAALEY KYA HUEY
WO SAARI UMAR INTEZAAR KRNEY WAALEY KYAA HUEY ??


Intezar Poetry
AB KON MUNTAZIR HAI HAMAAREY LIYE WAHAAN
SHAAM AA GAI HAI LOT KEY GHAR JAAEIN HUM TO KYA ??
If you enjoyed our collection of poetry then share it with you friends. For more sad poetry, funny poetry, dhoka poetry visit posts.