Showing posts with label sad poetry in urdu. Show all posts
Showing posts with label sad poetry in urdu. Show all posts

Wednesday, February 26, 2020

Band Kar Ke Meri Ankhen - Parveen Shakir Poetry

Today here we are sharing Parveen Shakir 2 line poetry in Urdu and English fonts with Urdu Poetry Images.

parveen shakir 2 line poetry
Parveen Shakir Poetry Images Credits: ShayariUrdu.Com

Band Kar Ke Meri Ankhen Wo Shararat Se Hanse
Bujhe Jaane Ka Main Har Roz Tamasha Dekhun

بند کر کے مری آنکھیں وہ شرارت سے ہنسے
بوجھے جانے کا میں ہر روز تماشا دیکھوں

बंद कर के मिरी आँखें वो शरारत से हँसे
बूझे जाने का मैं हर रोज़ तमाशा देखूँ

Incoming Searches

parveen shakir husband
parveen shakir 2 line poetry
khushbu parveen shakir
parveen shakir ghazal in urdu
parveen shakir poetry in english
inkār parveen shakir
parveen shakir books
parveen shakir rekhta

Tuesday, September 3, 2019

Gilay Shikway Sad Poetry in Urdu

Sad Poetry in Urdu
sad shayari in urdu

در پردہ رقیبوں سے گلے شکوے اچھے نہیں
تمہیں جو شکایت تھی ہمارے روبرو کرتے 

Dar Parda Raqeebon Se Gillay Shikway Nahi Achay
Tumhe Jo Bhi Shikhayat Thi, Humare Rubroo Karte

Tuesday, July 30, 2019

Sad Urdu Poetry Shayari

urdu sad poetry

sad poetry shayari

urdu poetry

urdu shayari

sad urdu poetry

urdu sad poetry shayari

sad shayari poetry

sad poetry zindagi

shayari poetry sad

sad poetry in urdu
Bai talab bheek yaha milti hai aty jaty 
Yai wo dar hai kaih jaha dil nahe tory jaty
.
Wo alam kasho ka milna wo nishaat gham kai sayai
Kabhi ro parha tabasum kabhi ashk muskurayai
.
Kis darjah dil shakan thy Muhabbat kai hadsy
Hum zindagi mai phir koi armaa na kar saky
.
Muhabbat ho bhi jayai to maira yai bakht aisa hai
Jaha par hath mai rakh dou waha par dard barh jayai
.
Kon jeeta hai zindagi apni?
Har kise py koi musalt hai
.
Ajab qisa hai zindagi ka
Ajnabi haal poch rahy hain
Aur apno ko khabar tak nahe
.
Zindagi aik pal hai
Jis mai na aaj hai na kal hai
.
Zindagi mai bohut kam mily hain
Wo cheez jisy shidat sy chaha mai ny
.
Yai zaat tamasha ban chuki hai
Dunya kai maily sy thak chuki hai
.
Awqaat sy zyada Muhabbat karli
Es leyai bardasht sy zyada dard mila

Friday, July 26, 2019

Urdu Sad Poetry Shayari Quotes

best urdu poetry pictures

urdu sad poetry

sufi urdu poetry

urdu poetry

islamic poetry shayari

best urdu literature

sad shayari

sad poetry

urdu shayari

urdu poetry
nahe janat na sahi khair jahanum hi sahi
Itna thora hai mujhy to kise qabil samjha
.
Aksar yai sochta hun kaih moj-e-nafs kai sath
Shah rag mein ghonjta hai lahu ya lahun mai tu
.
Zahid talash-e-hawa mai masjid mai aagayai
rando ny mekdy mai khuda kar leya talash
.
Chilkhy huwy thy Jam parisha the zulf yaar
kuch aisy Haadasaat sy ghabra kai pee gaya
.
Dil jhukana bhi lazim hai Zahid
sar jhukana hi sajda nahe hai
.
Kabhi daikhi hai zindagi mai aise azeya tum ny
koi Ap kahy phir tum kahy phir tum sy kahy kon ho tum?
.
Taire gardan kai es kaly til par
fida mashriq ki tehzeeb hogae
.
Maire ujrat hi samjh kar mujhy ezat dy dyn
Ibn-e-adam tu maire kokh mai boya gaya hai
.
Nach sikha dy uth bhuleya
maira yaar gaya e ros bholeya

Sunday, July 7, 2019

Sufism Poetry in Urdu Sad Shayari

Urdu Latest Poetry

Sad Urdu Poetry

Sad Shayari

Sad Poetry

Urdu Sad Shayari

Urdu Sad Poetry

Urdu Shayari

Urdu Poetry

Poetry sad shayari

Sad poetry shayari

Jab koi aik hi shakhs aap kai sakoon ka
baes ban jayai to samjh lejeyai
kaih aap ka sakoon khatry mai hai
---
Mout ai na hi falak sy qayam atri
Dil yonhi tarq-e-taluq sy dara karta tha
---
Sar utha kar bhi dua mangna jayz hai magar
sajdah kar lejeyai taseer badal jayai ge
---
Dar-e-shabeer taire nokri bhi
Do aalm ki anokhi afsari hai
---
Wo mujhy kafiro mai ginty hain
Jo nahe janty khuda kya hai
---
Ahl-e-bait sy Ishq ki aik pehchan Insaan ka kam go hona bhi hai
kyunkai jitna Ishq bhary ga utni Khamoshi bhi bhary ge
---
Apni zabaan kat kai luqma bana leya aaya
jo tang bhook sy bacha ghareeb ka
---
Lot aya hun phir sy apni esi qaid tanhae mai
Lay gaya tha koi apni mehfilo ka lalich dy kai
---
Mairy inkaar parastish ny bacha leya hai mujhy
sar jhuka dou to har insaan khuda ho jayai
---
Yai bojh Ishq hai kaih phir karamt yaar ki
Phoot nikla ereyo sy aaj paani ruqs mai

Friday, April 12, 2019

Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 39

Sad Urdu Poetry

Sad Urdu Shayari

Urdu Latest Poetry

Urdu Latest Shayari

Urdu Poetry Pictures
Mujhy bai-chain karty hain Yai dil kai an ginat dhaby
Jo jata hai wo yado ko mitha kar kyun nahe jata
.
Hatho ki lakeero ko daikh kai alim bola tarap tarap
kai maro gy
Mein Muskura kai bola mar to jaunga na
.
Yai gunnah bhi shamil hai mairy aamal mein
Uthi hi nahe nigaah phir kise aur taraf
.
Aadatain daal kar tawajah ki
Log yak dam jo badalty hain sitam karty hain
.
Mairy lab os kai taqadus mai hilty hi nahe
Osy kaho maire aankho mai izhaar-e-Muhabbat daikhy

Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 37

Sad poetry shayari

Poetry sad shayari

Urdu Poetry

Urdu Shayari

Urdu Sad Poetry
Ashaar kai pardo mai hum jis sy mukhatib hain
Wo jaan gayaihongy hum naam nahe likhty
.
Tasawar mein socho gy to nam kar dounga aankho ko
Aary pagal koi sadqa do tum ny khoya hai mujhy
.
Mein kyun khud osy kahun kai bat kar lo mujh sy
Kya osy khabar nahe maira dil nahe lagta os kai bina
.
Jab raas na i to chor gaya
Aik shakhs ny muhabbat ka tajruba keya mujh par
.
bhari bai lagam se ho gae hain maire aankhain
Taire deedar kai musalsal bahany dhondh'thi hain

Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 38

Urdu Sad Shayari

Sad Poetry

Sad Shayari

Poetry

Shayari
Alfaazo mai parh jayai gi jab jaan mukammal
Lay aayingy hum bhi Ishq par emaan mukammal
.
Jin kai janay sy jan jati thi
Hum ny un ko bhi jaty daikha hai
.
Talkhi kyun no ho hamary lehjy mein
Hum py jo guzri hamai yaad hai sab
.
Sab gawara hai mujhy sath bas taira ho
Os kai mehndi lagany ka kuch to fayda hua hamai
.
Wo muskura kai boly phir tum mairy ho
Dard ki shaam ho, ya sukh ka sawaira ho

Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 36

Picture Poetry

Pics poetry in urdu

Pics shayari in urdu

Pics sad poetry

Pics sad shayari
Bohut sy dilchasp log ayaingy taire zindagi mai
laiken bula na paogi hamary sath guzry do pal
.
Koi khamosh ho jayai to hum tarap jaty hain
Hum khamosh howy to kise ny haal tak na pocha
.
Khyaal rakha karo apna janaab
bohut duao sy manga hai tumhy
.
Aajayai maira naam tairy naam kai hamrah
Ho jayai kise roz to pehchaan mukammal
.
Sach bolty rehna koi aasaan nahe
Log to log hain , ayainy mukhar jaty hain