Showing posts with label best urdu ghazal. Show all posts
Showing posts with label best urdu ghazal. Show all posts

Saturday, September 22, 2018

Bana Gulab to Kanty Chubha Gya aik shakhs

Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs, Hua chiragh to ghar hi jala gaya aik shakhs, Tamam rang meray aur saray khuwab meray, Fasanay thay k fasana bana gaya aik shakhs, Mein kis hawa main uron kis fiza mein lehraon, Dukhon key jaal her su bicha gaya aik shakhs, Mohabbaton nay kisi ki bhula rakha tha issey, Milley woh zakhm k phir yaad aa gaya aik shakhs, Khula yeh raaz k aina khana hai duniya, Aur is main mujhey tamasha bana gaya aik shakhs?!

Tuesday, November 20, 2012

Night Ghazal - urdu night ghazal

'''''''''.........NIGHT GHAZAL...........''''''''''

  • '''Koi aata hee yaad buhat sone se pehle'''''
  • '''Joo cheen leta hee aansoo mere rone se pehle''''
  • '''Aab neend b aye too men sona nahi chahta'''''
  • '''Kisi qeemat pe b men us koo khona nahi mujy kohny see phaly......
  • ''''''Joo ata ha yaad bhout sony se phaly'''''''...............!!!!!!!!


NIGHT SLEEP IMAGE- Night Ghazal