Friday, April 12, 2019

Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 28

Sad Urdu Poetry

Sad Urdu Shayari

Urdu Latest Poetry

Urdu Latest Shayari

Urdu Poetry Pictures
Na gawara guzarta hai yai
Taira toot kai bikhar jana
Simat jaun taihr jaun youn
Hum ko barbad na kar jana
.
Zulf rukh sy hatha kar bat karo
Raat ko Din bana kai bat karo
Yai bhi andaz guftogo hai koi
Jab karo Dil dikha kai bat karo
.
Musafir hun dosto
Yaado sy bhi chala jaunga
.
Kitaab dil ka koi warq saada nahe hota
Nigaah os ko bhi parh laite hai jo likha nahe hota
.
Tum muqadar mai nahe ho to muqadar apna
Aur muqadar sy laro aysy muqadar bhi nahe

No comments:

Post a Comment