Saturday, February 27, 2016

Rooth ker janai walai, mujhe tujh se koi gila nahi...

Rooth ker janai walai, mujhe tujh se koi gila nahi,
Berukhi qabool hai, muhabbat ka koi sila nahi,

Lambi hai yeh shaam e ghum aur waqt bohat hai,
Niklay thai jis ki talash main manzil per woh mila nahi,

Dasht-e-tanhai hai ya phir haal-e-dil hai yeh mera,
Jaise k hawa chali bagh main aur patta koi hila nahi,

Jisne dil dai ker bhi tawaqo rakhi dil laine ki unn se,
Ghareeb ko qarz deta hoga zakat fisabilillah nahi,

With anger you have left us but we have no greivences,
Your aloofness is welcome because for love we expect no return,

This night of loneliness is long and much a time is left,
In whose search we left was not to found when we reached,

Is it the barren dessert or is this the state of my heart?
For the wind blows but not a leaf moves,

He who after giving their heart, expects one in return,
Gives not charity to the poor but a loan instead,

- Hassan Bin Fahim

No comments:

Post a Comment